[Al-Bukhari and Muslim]
Unanswered
Assalamwalaikoom.
Mujhe ye pata karana hai ki mujhse zina jaisa galat kaaam ho gaya hai. main ye jan na chahta hun ki iski kya saza hai. aur kya mujhe maafi mil sakti hai. mujhe kya karna hoga, mujhe ishka answer kaise milega.