[Al-Bukhari and Muslim]
Unanswered
assalamualikum, huzoor sallallaho alaihe wasallam ki nalain e muqaddasa ko naqshe mein apne asl paimaish se chota ya bada karna shar'aan kaisa hai?aur jo shakhs ye kahe ki nalain muqaddasa ko chota ya bada karna najaiz hai uspe sharaa ka kya hukm hai