[Al-Bukhari and Muslim]
Unanswered
ASALAM O LAIQUM MY QUESTION IS ABOUT
RISHWAT
CHORI KE SAMAN KI PURCHASE
AJ PAKISTAN ME RISHWat ke baghair kaam nai karsaktee agar ap ko apni product chalani ho ya sale karni ya even kuch bhi karna ho is surat hum majboor hai humee kya karnaa chahiyee
dosra masla ye ha ke chori ka saman itna aam hai us ko lena hamari majburi ban jati poora mashra he 2 no cheezo aur carruption see bharpur hai hum kya karee kaisee bachee kaha jai aur us ke baghair hum kaam bhi nai kar saktee batai mai kya karoo mujhee woo purchase karna chahiyee ya nai kyu ke aur koi hul nai verna mai kai kaam nai kar sakta kahi kamyab nai ho sakta kisi bhi field me bhi
hamara deen kya narmi deta hai bataiii